Song: Pardesi
Artist: Abdullah Qureshi
Audio Production: Hassan Omer @ Walnut Studios
Directed by: Yasir M Jaswal
D.O.P: MO Azmi

Lyrics:
Kis ko sunaoon ye pyar ki kahani
Aik tha main raja aur aik meri rani
Aik doosray se hogaye khuwaar
Karnay lagay jab aik doosray se pyaar

Hum roz phirtay hain waadiyon main
Sapnay buntay hain shaadiyon kay

Pardesi abhi jana nahin
Chaar din se maine khaya khana nahin
Uncle aur aunty ko batana nahin
Aisi mushkil main phasana nahin

Bar bar din bekaar charh gaya bukhaar
Faaltu k nakhray kyun sarr pe hain sawaar
Kya karoon kya na karoon ye waqt hee bataye
Baat meri maan warna baby goodbye

Ajnabi raaston main khoye
Madhoshi main haseen khwaab jo piroye
Dilnasheen bekhudi sataye
Rani se moo morr ke yoon raja nass jaye

Pardesi abhi jana nahin
Chaar din se maine khaya khana nahin
Uncle aur aunty ko batana nahin
Aisi mushkil main phasana nahin

[Guitar solo]

Pardesi…Pardesi…Pardesi jana nahin
Pardesi…Pardesi…Pardesi jana janaaa

Pardesi abhi jana nahin
Chaar din se maine khaya khana nahin
Uncle aur aunty ko batana nahin
Aisi mushkil main phasana nahin

your comments: