Check Out Xpolymer Dar of Rap Engineers Released New Track “Amritsar To PA”:

Track: Amritsar To PA

Artist: Xpolymer Dar (Rap Engineers)

DIR/DP: Zahra Zaman

Audio: Ghauri (BCL Blade)

Recorded By: The Outsiders

Everyone with serious long distance relationships can relate to it. – Xpolymer Dar

Lyrics:

Tu P.A di rani, mai ambersariya jee,
pyaar jawaani hai, umraan ich ki rakhiya ki?
aukhee kahaani saadi, aukhay ne faaslay,
tera din meri raat aukhay ne raabtay,
tera janna dilaan uttay raaj karay,
pehlee kiran tu pehlaan rab nu yaad karay,
sawair honde hi mushaktaan hazaar karay,
aj teray samnay rab tun faryaad karay,

narang gatchi eessuh hangsang. Sarang hae hangsang.

US ne likhee hai rozee
rotee hai dil se chotee
barray hain khwaab apnay
meri qismat hai khotee
mun mai khaak meray
gar dil teraa tootay,
meri hikayatoon se
dastaan teri roothay,
mai tau shayar hun
milata warq aur qalam har pal,
mai tau gayab hun
hota hun jab teri aankh dar par,
tu umeed meri, jang mai eid meri,
sabar ke khulasay mai tu tafseel meri,
do se aik huay,
iraaday bhi naik huay,
sehr aa, ke meray teray maazi bhi rait huay,
fursatoon mai khauf-o-khayaal nachtay tau hain,
par jungloon mai bhi raastay tau hain,
thehar ja, baith ja, saans le, baat kar,
hath le, saath chal, halaal ye paap kar,
jo kuch bhi mai hun jo bhi mera ab tera hai,
maa ki duaaon mai naam ab tera hai,

narang gatchi eessuh hangsang. Sarang hae hangsang.

har qaddam har chaal har shabd teray liye ye meri soch,
paishaanee khaak mai jatay hi har suu teri khoj,
logoon ki baaton mai 100 feesad sach hai beshak rano,
200 feesad jo khud ko haaray uski is jeet ko mano,
wo boltay hain mera tera mail nahi,
rishta rab ni jorra fard ka khel nahi,
siwa maut ke juda jo karay koi fail nahi,
jis din mai haruun beshak mujh ko tu jhel nahi,

your comments: